Online Entertainment

Free wallpapers, sms templates, live radio, chat, games, funny clips and many more . . . !

10:12 PM

URDU SMS POETRY

Kese becheen hote hain man,
kese kat’ti hain apne din rat,
zara hum ko bhe to batao kese hoti hai dil ki baat.

Dil be dil bari mushkil se milta hai,
Tofan mai sahil bari mushkil se milta hai,
Un to log milte hain magar sacha dost bari mushkil se milta hai.

Din akele rat tanha kat di maine,
Dosto mai sari khushia bant di maine,
Jevan ki bhag dor mai mujh ko mila he kia pane ki umeed mai zindagi kat di maine.

Har kadam pe imtehan leti hai zindagi,
Har waqt naye sadme deti hai zindagi,
Hum zindagi se shikwa kese kareen,
Ke ap sa dost bhe to deti hai zindagi.

Jub dosti ki dastan waqt sunaega,
Hum ko bhe koi shaks yaad aega,
Tub bhool jaen ge zindagi ke ghamoo ko jub ap ke sath guzra waqt yaad aega.

Zindagi kisi ki amanat nahe hoti,
Amanat mai kabhe khayanat nahe hoti,
Dil zara dekh kar lagana dostoo,
Ishq ke qaid mai kabhe zamanat nahe hoti

Ras na aege dunya humain,
Manzil ka na hai koi thikana,
Phir kio chale hain be buss ho ke age pata nahe kia ho fasana,

Log kehte hain ke larkia zindagi hoti,
Hain maut nahe magar wo log ye kio bhool jate hain ke dhoka bhe zindagi he deti hai maut nahe.

Asam ko nend ae to sulao kahan,
sagar mai mauj uthe to chupao kahan,
Dharti jo tarap uthe to samjhao kia,
Mujhe teri yaad ae to mai jao kahan.

Dosto ki kami ko pehchante hain hum,
Duniya ke ghamoo ko bhe jante hain hum,
Ap jese dosto ke he sahare aj bhe hans kar jena jante hain hum,
Ishq ka jahan bhe naam hota hai tarapna sikhana wahan aam hota hai khush naseebo ko,
Kabhe ishq nahe ho sakta ye bad naseebo ka he kam hota hai.

Is do pal ki zindagi mai itni tanhai kio,
Hai logo ko hum se he ruswai kio hai,
Is dunya mai insan kam to nahe,
Phir mere sath sirf parchai kio hai.

Aesa lagta hai ke zindagi ho tum,
Ajnabi kese ajnabi ho tum,
Mai zameen par Ghana andhera hon,
Aur asmanoo ki chandni ho tum.

Hawain tez then barish bhe the,
Toofan bhe tha wo bhe the,
Lekin tera aesa mai bhe wada nibhana yaad ata hai.

Kanch chubhe to nishan reh jata,
Hai dil tote to arman reh jata hai,
Laga to deta hai waqt marham is dil par,
Phir bhe umer bher ek zakham reh jata hai.

Us ko chaha bhe to izhar karna na aea,
Kat gae umer humain piar na karna,
Aea us ne manga bhe magar kuch to jubai mangi,
Aur hum the ke humain inkar bhe na karna aea.

Is shart pe khelo ge pia piar ki bazi jeto to tujhe pao haroo to pia mai teri

Khuda ki banai qudrat nahe dekhi,
Dilo mai chupi daulat nahe dekhi,
Jo bhe kehta hai doorio se mit jati hai dosti,
Us ne shayad humari dosti nahe dekhi. 

Ae barish zara tham ke baras,
Jub mera yaar a jae to jum ke baras,
Pehle na baras ke wo a na,
Sake phir itna baras ke wo ja na saken.

Kai raz aese hote hai jo dikhae nahe jate,
Kai kise aese hote hain jo sunae nahe jate,
Kai dil aese hote hain jo tore nahe jate,
Aur kuch ap jese dost hain jo chore nahe jate.

Ishq hona bhe muqadar ki baat hoti hai,
Mehboob ke bina zindagi tanhai mai roti hai,
Jene lagte hain hum chori chori is jahan mai,
Un ki chahat hi is dard e dil ki dawa hoti hai.

Dosti naam hai such dukh ke afsane ka,
Dosti raz hai sada muskurane ka,
Ye koi pal do pal ki rishtedari nahe,
Dosti to lafz hai umer bher sath nibhane ka.

Dekha jidhar ye paya alam hijab ka,
Jail ko naam de dia hum ne naqab ka,
Dukh ki tapish hai dharkane tanhaya bhe hain,
Ye zindagi hai jehe din ho hisab ka.

Wo to khushboo hai khwaboo mai bikhar jae ga,
Masla phool ka hai phool kidher jae ga,
Hum to samjhe the ke ek zakham hai bhur jae ga,
kia khabar the ke rag e jan mai uter jae ga.

Hansi ke raste pe chala karo khushyo ki mehfil lia karo,
Piar se diloo ko chua karoo,
Jahan tumhain ghum nazar ae to is dost ko yaad kia karo.

Ae husan tu har rang mai hai,
Kabil e izaat mai ishq hun har haal mai ruswai meri hai.

Mehfil na sahe tanhai to milti hai,
Milan na sahe judai to milti hai,
Kaun kehta hai piar mai kuch nahe milta,
Wafa na sahe bewafi to milti hai.

Jis sham mai mere lab pur ap ka naam na ae,
Khuda kare kabhe aise sham na ae,
Ae jane wafa ye kabhe mumkin nahe ke afsana likhoo.

PREVIOUS    NEXT

account loging page
Powered by top website design company.